Qalm uthta hai to sochen badal jati hain
ik shakhs ki mehnat se milteen tashkeel paati hain
kya khoob tha woh shakhs jis ne duniya ko bataya
kis terhan ghor-o-fikar se be naam qoum naam pa jati hain
gir likhnay bhethon to bohat kuch likhon is zaat par
jis parhnay ke liye har sahib feham ko be chain paati hon
daago hon –apne liye –apne rab kareem se
hai agar jaaiz tamanna meri to qubool kar
mujh ko bhi Iqbal jaisi feham o firasat naseeb kar