Category: Allama Iqbal Poetry

We Provide Best Allama Iqbal Poetry And Shayari in urdu with Images. Allama Iqbal was one of the great poet in the history of Asia. He is also known as Shair e Mashriq. He contributes his poetry and ghazals and now his poetry uses in many books.

zindagi kuch aur shai hai, ilm hai kuch aur shai

زندگی کچھ اور شے ہے،علم ہے کچھ اور شے
زندگی سوز جگر ہے ،علم ہے سوز دماغ

علم میں دولت بھی ہے ،قدرت بھی ہے ،لذت بھی ہے
ایک مشکل ہے کہ ہاتھ آتا نہیں اپنا سراغ

اہل دانش عام ہیں ،کم یاب ہیں اہل نظر
کیا تعجب ہے کہ خالی رہ گیا تیرا ایاغ

شیخ مکتب کے طریقوں سے کشادہ دل کہاں
کس طرح کبریت سے روشن ہو بجلی کا چراغ

zindagi kuch aur shai hai, ilm hai kuch aur shai
zindagi soaz jigar hai, ilm hai soaz dimagh

ilm mein doulat bhi hai, qudrat bhi hai, lazzat bhi hai
aik mushkil hai ke haath aata nahi apna suraagh

ahal Danish aam hain, kam yab hain ahal nazar
kya taajjub hai ke khaali reh gaya tera ایاغ

Sheikh maktab ke tareeqon se kushadah dil kahan
kis terhan kabriat se roshan ho bijli ka chairag

yahan marnay ki pabandi wahan jeeney ki pabandi

متاع بے بہا ہے سوزودرد و آرزو مندی
مقام بندگی دے کر نہ لوں شان خداوندی

تیرے آزاد بندوں کی نہ یہ دنیا نہ وہ دنیا
یہاں مرنے کی پابندی وہاں جینے کی پابندی

گزر اوقات کر لیتا ہے یہ کوہ و بیاباں میں
کہ شاہیں کیلئے ذلت ہے کار آشیاں بندی

وہ فیضان نظر تھا یا کہ مکتب کی کرامت تھی
سکھائے کس نے اسماعیل کو آداب فرزندی

میری مشاطگی کی کیا ضرورت حسن معنی کو
کہ فطرت خود بخود کرتی ہے لالے کی حنا بندی

Mataa be baha hai سوزودرد o arzoo mandi
maqam bandagi day kar nah lon shaan khuda wandi

tairay azad bundon ki nah yeh duniya nah woh duniya
yahan marnay ki pabandi wahan jeeney ki pabandi

guzar auqaat kar laita hai yeh koh o bayaabaa mein
ke shahin ke liye zillat hai car aashyaan bandi

woh Faizan nazar tha ya ke maktab ki karamat thi
sikhaye kis nay ismael ko aadaab farzandi

meri مشاطگی ki kya zaroorat husn maienay ko
ke fitrat khud bakhud karti hai lale ki hina bandi

Jugno ki roshni hai kashanh chaman mein

jugno ki roshni hai kashanh chaman mein
ya shama jal rahi hai phoolon ki anjuman mein ?
aaya hai aasmaa se urr kar koi sitara
ya jaan par gayi hai mehtaab ki kiran mein ?
ya shab ki saltanat mein din ka safar aaya ?
gurbat mein aa ke chamka gumnaam tha watan mein
takma koi gira hai mehtaab ki quba ka ?
zarra hai ya numaya Sooraj ke perhan mein ?

بنگر ke juye aabb chay mastana ?me rod
Manind kehkashan برگیبان marghzaar
Dur khuwab-e naz bood bah gehwaara Sahab
waa kard chashm-e shoq bah agosh کوہسارا
zay sang rezah naghma کشاید khiraam o
سیمائے o cho aaina be rang o be gubhar

Qalm uthta hai to sochen badal jati hain

Qalm uthta hai to sochen badal jati hain
ik shakhs ki mehnat se milteen tashkeel paati hain
kya khoob tha woh shakhs jis ne duniya ko bataya
kis terhan ghor-o-fikar se be naam qoum naam pa jati hain
gir likhnay bhethon to bohat kuch likhon is zaat par
jis parhnay ke liye har sahib feham ko be chain paati hon
daago hon –apne liye –apne rab kareem se
hai agar jaaiz tamanna meri to qubool kar
mujh ko bhi Iqbal jaisi feham o firasat naseeb kar

Taskeen Na Ho Jis Se Wo Raaz Badal Dalo

Taskeen Na Ho Jis Se Wo Raaz Badal Dalo
Jo Raz Na Rakh Paye Hamraz Badal Dalo

Tum Ne Bhi Suni Ho Gi Bari Aam Kahawat Hy
Anjam Ka Jo Ho Khatra Aghaz Badal Dalo

Pur-Soz Dilon Ko Jo Muskan Na De Paye
Sur Hi Na Mile Jis Mai Wo Saaz Badal Dalo

Dushman K Iraadon Ko Hy Zahir Agar Karna
Tum Khel Wohi Khelo Andaz Badal Dalo

Ay Doost Karo Himat Kuch Door Sawera Hy
Agar Chahte Ho Manzil Tu Parwaaz Badal Dalo

qaafla ishhq o wafa ka salaar hai Iqbal

qaafla ishhq o wafa ka salaar hai Iqbal
ktabِ khudi ka anokha kirdaar hai Iqbal

ilm o hikmat, falsafah o ishhq o adab
qudrat ka nayaab hi shahkaar hai Iqbal

Keh Do Gham-e- Husain Manany Walon Ko

Keh Do Gham-e- Husain Manany Walon Ko
Momin Kbhi Shaheed Ka Matam Nhi Krte

Hy Ishq Apni Jan Se Ziyada Aal-E-Rasol Se
Yun Sar-E-Aam Hum Unka Tamasha Nai Krty

Roein Wo Jo Munkir Hain Shahadat-E-HUSSAIN K
Hum Zinda-O-Javaid Ka Matam Nahi Kertay

Ishq Qatil Se Bhi Maqtool Se

Ishq Qatil Se Bhi Maqtool Se Hamdardi
Bhi
Ye Bata Kis Se Muhabbat
Ki Jaza Maangay Ga
Sajda Khaliq Ko Bhi
Iblees Se Yaarana Bhi Hashr Mein Kis Se
Aqeedat Ka Sila
Maangay Ga

UrduPoetryLoves.com Provides best Poetry Images, Include Sad, Love, Romantic, Attitude and different authors poetry include, The Legend Allama Iqbal, Meer Takis Meer, Ghalib, Ahmad Faraz, Parveen Shakir, Jaun Elia, e.t.c. Copyright 2018-2019