Anokhi Wazah Ha Saray Zamanay Sa Niralay Hn
Yeh Aashiq Konsi Basti Ke Ya Rab Rahny Walay Hn
Anokhi Wazah Ha Saray Zamanay Sa Niralay Hn
Yeh Aashiq Konsi Basti Ke Ya Rab Rahny Walay Hn
Phir charagh-e-lala se roshan huye koh o daman
Mujh ko phir naghmon pe uksane laga murgh-e-chaman (more…)
Dekh kar dil-kashi zamane ki
Aarzu hai fareb khane ki
Ae gham-e-zindagi na ho naraaz
Mujh ko aadat hai muskurane ki
Zulmaton se na Dar ke raste mein
Roshni hai sharab-Khane ki
Aa tere gesuon ko pyar karun
Raat hai mishalen jalane ki
Kis ne saghar ‘adam’ buland kiya
Tham gain gardishen zaamane ki
Aaj Aik Aur Baras Beet Gya Us Ke Beghair
Jis Ke Hoty Hue Hote Thy Zamanay Meray
Aankh Jo Kuch Dekhti Ha Lab Pe A Sakta Nahi
Mahu Herat Hun Ke Dunya Kya Se Kya Ho Jy
Kahan Ka Ishq Kahan Ke Yar Kahan Ki Muhabbat Kahan Ki Wafa
Aray Woh Log Bhi Guzar Gy Aur Woh Log Bhi Guzar Gy
Sitam Zamanay Ke Hum Ko Na De Saken Ga Shikast
Hum Asay Log Hn Jo Muskara Ke Jetay Hn