Jugno ki roshni hai kashanh chaman mein

jugno ki roshni hai kashanh chaman mein
ya shama jal rahi hai phoolon ki anjuman mein ?
aaya hai aasmaa se urr kar koi sitara
ya jaan par gayi hai mehtaab ki kiran mein ?
ya shab ki saltanat mein din ka safar aaya ?
gurbat mein aa ke chamka gumnaam tha watan mein
takma koi gira hai mehtaab ki quba ka ?
zarra hai ya numaya Sooraj ke perhan mein ?

بنگر ke juye aabb chay mastana ?me rod
Manind kehkashan برگیبان marghzaar
Dur khuwab-e naz bood bah gehwaara Sahab
waa kard chashm-e shoq bah agosh کوہسارا
zay sang rezah naghma کشاید khiraam o
سیمائے o cho aaina be rang o be gubhar

UrduPoetryLoves.com Provides best Poetry Images, Include Sad, Love, Romantic, Attitude and different authors poetry include, The Legend Allama Iqbal, Meer Takis Meer, Ghalib, Ahmad Faraz, Parveen Shakir, Jaun Elia, e.t.c. Copyright 2018-2019