Gham e Zindagi Ny Bhi Kuch Aisy Talkhiyan Bhi Den
Khushi Ka Waqt Aaya Magar Muskara na Sakay
We provide best Muskurana Poetry Images Urdu 2 lines, Meri muskurahat, tera Muskurana Urdu poetry, Poetry on beautiful smile in urdu, Muskurahat poetry on smiling face in urdu, Romantic smile, poetry on smile, Uska Muskurana Shayari.
Gham e Zindagi Ny Bhi Kuch Aisy Talkhiyan Bhi Den
Khushi Ka Waqt Aaya Magar Muskara na Sakay
Suno .. Bachaa He nahi Mujh Ma Kuch Ab
Me Kesay Tum Sy Muskara Kr Baat Karon
Dekh kar dil-kashi zamane ki
Aarzu hai fareb khane ki
Ae gham-e-zindagi na ho naraaz
Mujh ko aadat hai muskurane ki
Zulmaton se na Dar ke raste mein
Roshni hai sharab-Khane ki
Aa tere gesuon ko pyar karun
Raat hai mishalen jalane ki
Kis ne saghar ‘adam’ buland kiya
Tham gain gardishen zaamane ki
Sitam Zamanay Ke Hum Ko Na De Saken Ga Shikast
Hum Asay Log Hn Jo Muskara Ke Jetay Hn