زندگی کچھ اور شے ہے،علم ہے کچھ اور شے
زندگی سوز جگر ہے ،علم ہے سوز دماغ
علم میں دولت بھی ہے ،قدرت بھی ہے ،لذت بھی ہے
ایک مشکل ہے کہ ہاتھ آتا نہیں اپنا سراغ
اہل دانش عام ہیں ،کم یاب ہیں اہل نظر
کیا تعجب ہے کہ خالی رہ گیا تیرا ایاغ
شیخ مکتب کے طریقوں سے کشادہ دل کہاں
کس طرح کبریت سے روشن ہو بجلی کا چراغ
zindagi kuch aur shai hai, ilm hai kuch aur shai
zindagi soaz jigar hai, ilm hai soaz dimagh
ilm mein doulat bhi hai, qudrat bhi hai, lazzat bhi hai
aik mushkil hai ke haath aata nahi apna suraagh
ahal Danish aam hain, kam yab hain ahal nazar
kya taajjub hai ke khaali reh gaya tera ایاغ
Sheikh maktab ke tareeqon se kushadah dil kahan
kis terhan kabriat se roshan ho bijli ka chairag